Mera Safar Lyrics



Mera Safar


Main chala akele raston pe aise jaise
Mere peeche koi bhi na!

Badhta main gaya aise jaise
Mujhe koi bhi na rok saka!

Wo dhund rahe dekho manzil,
Maine maana raston ko apna jahan,
Kabhi koi noch kharoch k bhaage,
Kabhhi koi puche kya tera pata..

Mera jo Safar hai,
Wahi mera ghar hai,
Mujhko na duniya ki hai parwah,

Main hun wo musafir,
Chalta rahe jo,
Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan.

Mere jo hai sapne,
Wahi mere apne,
Mujhko na duniya ki hai parwah,

Main hun wo musafir,
Chalta rahe jo,
Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan.

Logo ne bola in raston pe jana nahi,
Khabon k peeeche jake kuch bhi hai paana nahi…
Dekho zamana, main purana hu musafir,
Zindagi – aise kaise kal ka thikana nahi..!

Paya hai jabse khudko, pani sa main behna chahun,
Darta na lehro se main, badalon mein rehna chahun,
Choo lun main aasaman, sitaron se ye kehna chahun…
Tujhko ye hai na pata…

Mera jo Safar hai,
Wahi mera ghar hai,
Mujhko na duniya ki hai parwah,

Main hun wo musafir,
Chalta rahe jo,
Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan.

Mere jo hai sapne,
Wahi mere apne,
Mujhko na duniya ki hai parwah,

Main hun wo musafir,
Chalta rahe jo,
Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan.

Yun toh meri bhi subha
Hoti thi kisi khas k sath,
Yun toh mere bhi hath mein
Hota tha kisi ka hath.

Toofan sa ik aaya tha,
Toota main ghabraya tha,
Apnon ko cheena aise,
Main kuch na kar paya tha,

Dil ki zuba, Dil ki zuba,
Keh na saka, keh na saka..
Aati abhi, khaabon mein bhi,
Meri wafa..

Mera jo Safar hai,
Wahi mera ghar hai,
Mujhko na duniya ki hai parwah,

Main hun wo musafir,
Chalta rahe jo,
Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan.

Mere jo hai sapne,
Wahi mere apne,
Mujhko na duniya ki hai parwah,

Main hun wo musafir,
Chalta rahe jo,
Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan


 

Post a Comment

0 Comments